This book "The Way of a Superior Man" says that a real man do not behave like a NICE GUY but rather he behaves like a.........
"Superior man"
To dosto is video me hamne Superior men ki 7 habits (qualities) dekhi jo thi.
1) "Live as if your father is dead"
Isme author kehna chahte hai ki bhaut se log apni life ke decision apne father ko impress karne me lage rehte hai aur isiliye khud ke potential ko achieve nhi kar paate. isiliye agar ham kuch time ye soche ki hame koi family pressure nhi hai to ham un tasks ko kar sakte hai jo ham hamesha se karna chahte the.
2) next quality thi Purpose before relationship jisme hamne dekha tha ki ek superior man apne purpose ko first preference deta hai aur jitna bhi time apne relationship ko deta hai usme uski attention 100% unhi ki taraf hoti hai.
3) Next tha Stop hoping for a Completion of anything in life.
jisme hamne dekha tha ki ek superior man kam se kam din me ek hour un cheezo ko karne me lagaata hi hai jo vo hamesha karna chahta hai jabki ek average man bas sochta rehta ha =i ki shayad future me koi aisa even aayega jis se vo kuch extra achieve kar lega. lekin phir aisa kabhi hota hi nhi.
4) next hamne dekha tha Stop Hoping for Your Woman to Get Easier
jisme hamne dekha tha ki author ke according women zaada motivate hoti hai apne partner ko perfect dekhne me aur unhe test karti rehti hai even ki jab unhone bhaut badi achievements hi kyu na kar li ho. To in situations me gussa hone ke bajaye practice patience and enjoy the moment.
5) Superior man do not get lost in tasks and duties.
is point me hamne dekha tha ki men ki quality hoti hai ki vo tasks ko execute karva sakte hai. lekin kayi baar is quality ki vajah se hame itna bhi nhi kho jaana chahiye ki life ko enjoy hi na kar paaye. isiliye har roz hame kuch time dena chahiye tasks ko execute karne me.
6) Enjoy your friends criticism
Isme hamne dekha tha ki ek superior man apne dosto ke criticism ko ek feedback ki tarah leta hai aur improve karta hai na ki un comments se hurt hoke dukhi hone lagta hai.
7) Don't use your family as an excuse
Isme hamne dekha tha ki ek superior man apni family ki responsibility bhi leta hai aur uske baavjood apne life ke purpose ko bhi pura karta hai. Na ki apni family ko excuse bana ke defensive mode me chala jaata hai.
I hope ye book summary aapko pasand aayi hogi..
JAI HIND.
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES:-
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.gigl.app&referrer=utm_source%3Dyoutube%26utm_medium%3D02052021%26anid%3Dadmob
DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (IoS apple):-
https://apps.apple.com/in/app/gigl-hindi-audiobook-summaries/id1548413910
GIGL BUSINESS CHANNEL
https://www.youtube.com/channel/UCZt6GXD3VnY4rsvXqLX8IQw
FREE BUSINESS AND INVESTMENT COURSES ON OUR "NEW VIDEO APP"
GIGL VIDEO APP FOR FREE COURSES ON BUSINESS AND INVESTMENT
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.video.gigl.app&hl=en&gl=US
I HOPE YOU WILL FIND THIS VIDEO AVAILABLE.
JAI HIND
0 Comments